Museebat qn ati hai
is Dunya mian insaan pr jo bhe halat aty hain museebat or gham aty hain uski sb sy bri wjah insaan ke apny gunah hotuy hain or isky ilawa bhe boht si wajoohat hoti hain maslan Allah insaan ko koe khaas mukaam daina chahta hai laikin us k aamal aisy hoty hain jin ki wajah sy wo akhirat main us muqaam ka haqdaar nhe bn rha hota. ya iski dusri wajah yeh hoti hai ke insaan bohot naik hota hai to Allah usy azmata hai k agr is admi pr museebat ae to kia yeh tb bhe mujy yaad rakhta hai
Islea Allah ki rehmat sy kbhi mayoos nhe hona chahea,Allah ki rehmat bohot wasee hai.
Allah ki rehmat ka andaza aap is baat sy lagaa skty hain k Allah hr haal main hamary sath hai islea Allah ki rehmat sy mayoos nhe hona chahea.Allah pr yakeen rakhain Allah pr yakeen or Allah ki rehmat sy mayoos na hona dunia ka sub sy bra wazifa hai
No comments:
Post a Comment