Tuesday, July 13, 2021

zina sy bachny ki dua | masht zani chorny ka wazifa

 Assalam o Alaikum!

Aj Kal bohot log Zina sy bachny ki dua pouchty hain aj main ap sab ko masht zani chorny ka wazifa btaounga. Yeh wazifa zina sy bachny ke lea bohot khaas hai.



Aj ki nojawan nasal sari masht zani main mubtala hai aj humary emaan bohot kamzoor ho chuky hain qn k sary muslaman mard or orat masht zani krty hain jo bilkul bhe achi baat nhe.

Is ny hamary emaan bilkul kamzoor kr dia hai qn k porn videos dekhna emaan ko bilkul khatam kr daiti hai tamam musalmano ko chahea k masht zani sy bachny ki koshish krain or masht zani chor dain.

Islam humain bilkul bhe masht zani ki ijazat nhe daita blky islam humain kisi kisam ki bhe zina ki ijazat nhe daita so friends meri aap sab sy guzarish hai k mere youtube channel pr mashtzani chorny ki dua mojod hai ap sb sy guzarish hai k wo video daikh lain or masht zani chor dain masht zani sy tauba kr lain.

is amal ko hum ny bilkul asan kr ke btaya hai yeh zina se tauba ki dua in hindi hai

Ahadees main masht zani ko kabirah gunah kaha gya hia

so friends aj humny apko masht zani chorny ka wazifa btaya agr apko pasand aya to comment zroor krain.

masht zani chorny ke lea yeh video zroor daikhain


https://youtu.be/YTm_j93RWDE

No comments:

Post a Comment